Nazr e Band Ki Nishaniyan (Signs of Evil Eye)

By

Jismani Aur Zehni Masail:

  • Achanak bimariyan hona jo ilaj ke bawajood theek na ho
  • Sir dard, depression, anxiety aur tension
  • Neend ka na aana ya aksar darna Contact us!

Ghar Aur Karobar Mein Rukawat:

  • Achanak kaam ruk jana aur har jagah na-kami
  • Ghar mein aksar jhagray aur laraiyan
  • Karobar aur naukri ka khatam ho jana ya barakat ka na rehna

Rishton Aur Shadiyon Mein Masail:

  • Rishtay aana band ho jana ya toot jana
  • Shadiyon mein rokawat aur misunderstandings
  • Shohar aur biwi ke darmiyan zyada jhagray Get guaidance

Nazr e Band Ke Nuqsaan (Effects of Evil Eye)

Nazr e Band ka ilaj Quran aur Sunnat ke mutabiq janiye. Nazar Bad ki nishaniyan aur iske rohani ilaj ka tafseelat se zikar.

Nazr e band sirf ek rohani masla nahi, balke yeh zindagi ke har hissa ko nuksaan pohchata hai.

Rizq Mein Kami Aur Karobar Ka Band Hona
Personal Life Aur Family Problems
Bimariyan Jo Doctor Ki Reports Mein Na Aayein
Har Kaam Mein Na-Kami Aur Rukawat

Agar in masail ka waqt par ilaj na kiya jaye, to yeh aur baray musibat ka sabab ban sakti hai.

Nazr e Band Ka Ilaj (How to Remove Evil Eye in Islam)

Islam mein nazar e band ka ilaj Quran aur Sunnat se mojood hai. Aap ye wazifay aur duas apni zindagi ka hissa bana kar is maslay se nijat hasil kar sakte hain.

1. Quranic Wazifay Aur Duain

Surah Al-Falaq Aur Surah An-Naas (Din mein 3 dafa parhna)
Ayet-ul-Kursi Ka Wazifa (Subah aur raat ko parhna)
Nabi (SAW) ki sikhayi hui dua:
“A’uzu bi kalimatillah at-tammati min sharri ma khalaq

2. Sadaqah Dena

Islam mein sadqah ko nazr e band ka behtareen ilaj kaha gaya hai. Har hafta ya jummay ke din gareebon ko kuch na kuch sadaqah dena chahiye.

3. Taweezat Aur Rohani Ilaj

Agar masla zyada serious ho, to kisi deen daar aur trusted rohani scholar se rabta karein.🤲 Agar aap nazr e band ka ilaj chahtay hain, to istikhara1.com se online madad hasil karein! contact us

Nazr e Band Se Bachne Ke Sunnat Tareeqay

Har naye kaam se pehle “MashaAllah” kehna
Apne ghar walon aur bachon par Surah Naas aur Surah Falaq parh kar dum karna
Ghar mein har waqt Allah ka zikr rakhna

FAQs – Nazr e Band Se Mutaliq Aam Sawalat

1. Nazar e Band Ka Asar Kitni Der Tak Rehta Hai?

Yeh kisi bhi shakhs, jagah ya cheez par mukhtalif time tak asar andaz ho sakta hai. Lekin Allah Ta’ala ka zikr aur rohani ilaj isko tor sakta hai.

2. Kya Nazar e Band Ka Ilaj Sirf Duaon Se Ho Sakta Hai?

Haan, lekin sadaqah aur Allah ka zikr is ilaj ko aur taqatwar bana deta hai.

3. Kya Nazr e Band Ka Asar Har Insan Par Hota Hai?

Jee haan, magar jo log Allah ki hifazat maangtay hain, wo iske asar se bache rehtay hain.

2 responses to “Nazr e Band Ki Nishaniyan (Signs of Evil Eye)”

  1. […] Agar kisi ki shadi ka masla bara dair se chal raha ho aur har baar kuch na kuch masla aa jaye, to ho sakta hai ke is par nazar e bad ka asar ho. Yeh buri nazar ki wajah se hota hai jo kisi ke dil ki jalan ya hasad se lagti hai. nazreband ka tor […]

  2. Syed Sajjad Avatar
    Syed Sajjad

    Ap hamy apna nam or apni walida ka nam send kr de gye dye gye whatsapp pr phir ap k masla ka hal sahi maino ma de dn ga….. Inshallah:)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *