Gharalu Masail Aur Unka Rohani Hal

By

,

Aj hum gharalu massial ka rohani hal janaen gay har ghar mein chhoti barri pareshaniyan hoti hain. Kabhi miyan biwi ke darmiyan nafrat barhti hai, kabhi ghar ke dosray afrad ek dusray se door ho jate hain. Aksar ye masail sirf zahiri wajah se nahi hotay, balki rohani tor par bhi kuch asrat hotay hain jo ghar ke sukoon ko barbad kar dete hain.

Agar aap bhi ghar ke musibat se pareshan hain aur koi hal nahi mil raha, to Qurani wazifay aur Istikhara se roshni hasil karein. Gharalu masail ka Rohani ilaj sirf Allah ki taraf se hai, is liye sirf usi ki madad hasil karni chahiye. Istikhara1.com

Ghar Ke Masail Aur Unki Wajah

Gharalu masail ka rohani hal – Syed Sajjad Hussain Shah aik pareshan gharane ko islami aur rohani tareeqon se mashwara dete hue.

Nazar-e-Bad Aur Jadu Ka Asar – Aksar log jadoo ya buri nazar ki wajah se masail ka shikar ho jate hain.

Miyan Biwi Ka Jhagra – Husband-wife ke darmiyan mohabbat kam ho jaye to ghar ka sukoon khatam ho jata hai.

Ghar Mein Barqat Ka Khatma – Ghar mein rizq ki tangi ho to har waqt larai jhagra bana rehta hai.

Family Members Ka Ek Dosray Se Naraz Rehna – Ghar ke log ek dusray se door ho jayein to bhi masail barh jate hain.

Gharalu Masail Ka Rohani Ilaj

Har Roz Surah Yaseen Ki Tilawat Karein

Surah Yaseen ka amal har kisam ki buri taqaton ko door karta hai. Rozana iski tilawat se ghar mein barqat barhti hai, Learn more

Durood Sharif Ka Wazifa

Durood Sharif har namaz ke baad 100 martaba parhna chahiye. Yeh mohabbat barhane aur ghar ke jhagre khatam karne ka behtareen wazifa hai.

“Ya Wadoodu” Ka Amal

Agar husband aur wife ke darmiyan jhagre barh rahe hain, to “Ya Wadoodu” ka wazifa 100 martaba parhain aur dua karein. Learn more

Surah Al-Baqarah Ka Amal

Agar aapko lagta hai ke ghar par nazar-e-bad ya jadu ka asar hai, to har Jumma ghar mein Surah Al-Baqarah ki tilawat karein.

Istikhara Karein

Agar ap ka masla ka hall nhi ho rha ha to aaj hi Istikhara expert rabta kry whatsapp pr

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *