How to Perform Istikhara (Istikhara Karne ka Tarika)

By

Istikhara ka Maqsad

Istikhara ka matlab hai Allah se mashwara lena. Jab aap kisi faislay mein shak ya confusion mein hoon, to Istikhara ek roohani tareeqa hai jo Allah ki madad aur hidayat ke liye kiya jata hai. To find how to perform istikhara scroll the page.

Istikhara Karne ka Sahi Tarika

How to perform istikhara:
Istikhara ke liye aap ko chand asan qadam uthane hain: get our services for free

1.Niyat Karein

Pehle dil se niyat karein ke aap sirf Allah ki raza aur hidayat ke liye Istikhara kar rahe hain.
Keyword: online best istikhara services

2.Dua aur Namaz

Do rakat nafal namaz padhein. Har rakat mein Surah Al-Fatiha ke baad ek aur surah, jaise Surah Ikhlas, padhein. Namaz ke baad, Istikhara ki dua karein.

3.Istikhara ki Dua

Aap dua ke liye niche diya gaya kalam parhein:
“Allahumma inni astakhiruka bi ilmika, wa astaqdiruka bi qudratika, wa as’aluka min fadlika al-azeem…” Dua no 2.
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْتَخِيرُكَ بِعِلْمِكَ، وَأَسْتَقْدِرُكَ بِقُدْرَتِكَ، وَأَسْأَلُكَ مِنْ فَضْلِكَ الْعَظِيمِ، فَإِنَّكَ تَقْدِرُ وَلَا أَقْدِرُ، وَتَعْلَمُ وَلَا أَعْلَمُ، وَأَنْتَ عَلَّامُ الْغُيُوبِ. اللَّهُمَّ إِنْ كُنْتَ تَعْلَمُ أَنَّ هَذَا الْأَمْرَ خَيْرٌ لِي فِي دِينِي وَمَعَاشِي وَعَاقِبَةِ أَمْرِي، فَاقْدُرْهُ لِي وَيَسِّرْهُ لِي، ثُمَّ بَارِكْ لِي فِيهِ، وَإِنْ كُنْتَ تَعْلَمُ أَنَّ هَذَا الْأَمْرَ شَرٌّ لِي فِي دِينِي وَمَعَاشِي وَعَاقِبَةِ أَمْرِي، فَاصْرِفْهُ عَنِّي وَاصْرِفْنِي عَنْهُ، وَاقْدُرْ لِيَ الْخَيْرَ حَيْثُ كَانَ، ثُمَّ أَرْضِنِي.

4.Dil ka Itminan

Istikhara ke baad aapke dil mein sakoon ya kisi faislay ka inclination hoga. Agar phir bhi shak ho, to 7 din tak Istikhara karte rahen.

Kab Istikhara Karna Chahiye?

Istikhara har choti aur bari decision ke liye kiya ja sakta hai, jaise:

Pasand Ki Shadi (Marriage decision)
Karobar ya rozi roti ka faisla
Safar ya kisi nayi shuruat ka plan

Online Istikhara Services

Agar aap khud Istikhara nahi kar sakte ya samajhna mushkil ho, to aap online best istikhara services se bhi madad le sakte hain. Ye services roohani ilaj aur Istikhara ki dua ke liye trained logon ke zariye provide ki jati hain. contact us

FAQs

Q1: Kya Istikhara ek baar karna kafi hai?

Aksar ek baar kafi hota hai, lekin agar doubt ho, to bar bar karna bhi theek hai.

Q2: Kya Istikhara ke liye koi khas waqt hota hai?

Nahi, aap kisi bhi waqt kar sakte hain, magar fajr ya tahajjud ka waqt behtareen hai. learn more

3 responses to “How to Perform Istikhara (Istikhara Karne ka Tarika)”

  1. […] Istikhara hamary han har kism k massial ka hall dya gata ha 1: Istikhara for “talaq ka masla ka hall”2: Istikhara for “manpasand shadi ka masla”3: Istikhara for “karobar ma bandish ka hall”4: Istikhara for “aulaad ki bandish ka hall” contact har masla ka hall tusuly sy kya ata ha.

    1. syedimtiazbukhari141 Avatar

      Thanks for appreciating us on our services 🙂

  2. […] Surah Yaseen ka amal har kisam ki buri taqaton ko door karta hai. Rozana iski tilawat se ghar mein barqat barhti hai, Learn more […]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *